Friday, October 3, 2008

KUTTE KA BACHCHA KUTTA

टिंकू-"पिताजी आप हमेशा मुझे

कुत्ता कहकर क्यों बुलाते हो?"

पिताजी-"फीर तुम्ही बताओ, तुम्हे

कुत्ते के आलावा और क्या कहा जा

सकता है?

टिंकू-"कुत्ते का बच्चा भी तो

कहा जा सकता है.


Tinku-"Pitaji Aap Hamesha Mujhe

Kutta Kahakar Kyon Bulate ho?"

Pitaji-"Feer Tumhi Batao, Tumhe

Kutte Ke Alava Aur Kya Kaha Ja

Sakata Hai?

Tinku-"Kutte Ka Bachcha Bhi To

Kaha Ja Sakata Hai.

Tumhare Dimag Ka Pench Kahin Gheer Gaya Hai Kya

छुट्टीयों में शैतान और हाजिर जवाब

गिन्नी से परेशान होकर बुआ बोली-

"तुम्हारे दिमाग का पेंच कहीं

घिर गया है क्या?देखो वहीं कहीं

घीरा होगा."

इस पर गिन्नी बोली-"नही गीरा तो नहीं

है, मम्मी ने नीकालकर रखा है.

छुटियाँ ख़तम होने के बाद फीर

से लगा देगी"


Chuttiyon Me Shaitan Aur Hajir Jawab

Ginni Se Pareshan Hokar Bua Boli-

"Tumhare Dimag Ka Pench Kahin

Gheer Gaya Hai Kya?Dekho Vahin Kain

Gheera Hoga."

Is Par Ginni Boli-"Nahi Geera To Nahin

Hai, Mummy Ne Nikalkar Rakha Hai.

Chutiyan Khatam Hone Ke Baad Feer

Se Laga Degi"


Dhadakan Hogi Betab Tumhari

धड़कन होगी बेताब तुम्हारी,

आंखे आंसुओं से भर जायेगी,

जब पोछोगी तुम पसीना,

तो हमारी याद आएगी.


Dhadakan Hogi Betab Tumhari,

Ankhe Ansuon Se Bhar Jayegi,

Jab Pochogi Tum Pasina,

To Hamari Yaad Aayegi.



Reshmi Julafe Masum Us Par Shokh Adayen Hain

रेशमी जुल्फे मासूम चहेरा,

उस पर शोख अदाएं हैं,

लगता है के जन्नत के सारे,

तुझमे नूर समाये है.


Reshmi Julafe Masum Chahera,

Us Par Shokh Adayen Hain,

Lagata Hai Ke Jannat Ke Sare,

Tujhme Noor Samaye Hai.


Ansu Kitane Bahe Hai Inake

आंसू कितने बहे है इनके,

आंखे पोंछ जरा तू,

तेरी यादें तडपती है,

आके देख जरा तू.


Ansu Kitane Bahe Hai Inake,

Ankhe Ponch Jara Tu,

Teri Yaden Tadpati Hai,

Aake Dekh Jara Tu.


Wednesday, October 1, 2008

Jaise Taron Ke Sath Aakash Hai

Jaise Taron Ke Sath Aakash Hai

Vaise Sachche Dost Ke Sath Vishwas Hai

Dil Ki nazaron Se Dekhoge Agar,

Hum Her Vaqt Aap Ke Sath Hai.

Chup Rahate Hain Ki Koi Khata Na Ho Jaye

Chup Rahate Hain

Ki Koi Khata Na Ho Jaye,

Humse Yun Hi

Koi Rusva Na Ho Jaye,

Bad Mushkil Se Aap Mile Hain,

Milne Se Pehle Juda

Na Ho Jayen

Gulista Ki Surat Ho

Gulista Ki Surat Ho,

Humare Dil Ki Murat Ho,

Khuda Ne Tumhe Fursat

Se Banaya Hoga,

Is Liye Tum

Khoobsurat Ho!!

Dard Se Dosti Karake Bedard Ho Gaya Yaro

Dard Se Dosti Karake

Bedard Ho Gaya Yaro,

Kya Ho Gaya Gar,

Mera Ghar Jala,

Kisi Ko To Roshani Ho Gai Yaro !!

Monday, September 29, 2008

Ek Minute Tauliya Dekhkar batata hun

Patani(Pati se) - Dear,hum Mumbai me kaun se hotel me thahare
the?


Pati(Patani se) - Ek minute,tauliya dekhkar batata hu.