Thursday, August 20, 2009
Mere lakho rupaye fanse hue hai
साहेब: कल आना.
भिखारी: साला इस कल-कल के चक्कर में इस कालोनी
में मेरे लाखों रुपये फसे हुए हैं ।
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do।
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony
mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
Monday, August 17, 2009
Agar koi tumhe bhikh me car de de to
दूसरा भिखारी : मैं कार में बैठ कर भीख माँगने जाया करूँगा ।
Sunday, January 11, 2009
Ulte Sawal Ke Pulte Jawab Funny Jokes
Q. Ram SITA hai ... To ram kaun hai?
Ans. Tailor ( darzi - Sita means seena)
Q. Prasad ne Kumble se Pepsi laane k kaha.
Kumble Pepsi kee ek bottle leke aa gaya par seedha Sachin ke paas pahooncha.
Bataao kyon?
Ans. Tendulkar is an opener.
Q. Ek Madrasi ne kaha, Main 'heart is umbrella'
movie dekh'na chaahta hoon. Vah kaun see movie dekh'na chaahta hai?
Ans. "Dil Chhata Hai!" (Chhata is Umbrella in Hindi)
Q. Woh kya hai jo Dil main hain, Man main hai, par Dhadkan main nahi.
Socho, socho.
Ans. aarey Aamir Khan !!!!!!!
Q. Jackie Chan ki saas ka naam kya hai..
nahi pata..
Ans. D'Cold . (chain ki saans = D'cold )
Q. chalo ab batao...
Jackie Chan ki bahu ka naam kya hai?
Ans. D'Cold again. kyunki saas bhi kabhi bahu thi :O))))))))))))
Q. Jugal Hansraj aur Mayuri Kango bus stop par khade the.
Bus aayi - Mayuri gayi, magar Jugal nahin gaya - kyon ?
Ans. Because Mayuri 'can - go'.
Q. Ek aur.....
Sharukh Khan aur Kajol bus stop pe khade hain. Kajol
chali gayi, par Sharukh bus pe nahin chadha - kyon?
Ans. Kyonki woh Kajol ko chhodne aaya tha. Ha, ha, ha...
Q. Ek aur muaka de hi dete hain. .....
kamal, vimal do bhai the, dono bus stop pe khade the..
bus aai vimal chadh jaata hai per kamal nahin jaata hai.
Kyon?
Ans. Kyonki bus per likha tha ONLY VIMAL !!!!!
Q. aur chaahiye...theek hai.
Kadar Khan aur Shakti Kapoor dono bus stop pe khade the...
bus aai aur Kadar Khan chadh jaata hai per Shakti Kapoor nahin jata. Qyon?
Ans. Qyonki woh Shakti Kapoor dusri bus ka wait kar raha tha.
Q. aakhri sawaal :
Amitabh aur Pran dono bus stop pe khade the...
bus aai aur Pran chadh jaata hai per Amitabh nahin jata
Qyon?
Ans. pran jaaye per bachan na jaaye
Monday, December 8, 2008
Friday, October 3, 2008
Sankat Ke Samay Huns Hunskar Gujarana Chahiye.
देने में तुम्हें इतनी हँसी क्यों आ रही है?
चिंटू (अदयापक से):आपने ही कहा था की
संकट के समय हंस हंसकर गुजारना चाहिए.
Adyapak (Chintu Se):Mere Sawal Ka Jawab
Dene Me Tumhen Itani Hansi Kyon Aa Rahi Hai?
Chintu (Adyapak Se):Aapane Hi Kaha Tha Ki
Sankat Ke Samay Huns Hunskar Gujarana
Chahiye.