Saturday, May 2, 2009

Baja to main bhi sakta tha, par mera saaz tha bevafa

Baja to mai bhi sakata tha,
per mera saaj tha bewafa

Ga to mai bhi sakata tha,
per mera raag tha bewafa.


Aai sehanshah apne tajmaha.
per itna guman na kar,

Bana to mai bhi sakata tha,
per meri mumtaz thi bewafa.

Sahe liya her dard humne hasate hasate

Sahe liya her dard humne hasate hasate
Ujad gaya gar mera yaron basate basate

Ab wafa kare to kis se kare yaron
Wafa karane gaye to bewafa hi mile rasate rasate